This blog is basically created for motivational stories and current affairs around us so that we can boost up our memory .thanks for visit.
Translate
Sunday, 13 December 2015
Gkये लो सामान्य ज्ञान का खजाना ====================== 1. Pahli Rajasthani film kon si thi Najrani 2. CBSE ka Mukhyalaya kahan par hai New Delhi 3. Rajya Sabha ke sadhsyon ka karyakaal kitna hota hai chhah (Six) saal 4. Anandmath ke rachayita kon hai Bakim Chandra 5. Bharat ki sabse purani Oil refinery kahan par hai Assam 6. Mistr me neel nadi par kon sa baandh hai Aaswaan baandh 7. National Indian Military College kahan par stith hai Dehradun 8. Babarnama kis bhasha me likha gya hai Turkey 9. Hamir Mahakavya ke rachyita kon hai Nayanchandra Suri 10. Rashtriya Anusuchit Jaati Aayog ke Adhyaksh kon hai P. L. Puniya 11. Pakistan ka Rashtriya Khel kon sa hai Hockey 12. Bharat ka pahla Nobel Puraskaar kise mila Ravindernath Tagore 13. Bharat me pahli Metro train kab shuru hui 1984 me 14. Duniya ka sabse bada jawalamukhi kahan hai America ke Unoston prant ke National park me 15. Bharat me pahli baar radio karyakaram kab aur kiske dwara parstut kiya gaya 1923 me Bombay ke Radio Club dwara 16. Bharatiya Savidhan me kul kitne Anuched hai 395 Anuchhed 17. Shekhawati ka Gandhi kise kaha jata hai Badrinarayan Sodani ko 18. Liltaas pustak ke rachayita kon hai Kanheya Lal Sethiya 19. Rajya Sabha ka Sabhapati kon hota hai UpRashtrapati 20. Duniya ka sabse bada rail junction kahan par hai Shikago 21. Bharat ka Sabse bada Koyla Shetr kon sa hai Jhariya 22. Bharat me Magrov vanaspati vistrit roop me kahan payi jati hai Sundarvan 23. Neel Nadi kon si jheel se nikalti hai Victoriya 24. Vishv me joot utpadan me agrani desh kon sa hai Bangladesh 25. Bharat ka pahla jaiv mandal arkshit shetr kon sa hai Neelgiri 26. Pahla Yash Chopra memorial puraskar kise diya gaya Lata Mangeshkar 27. Pustak “My Brief History” kiske dwara Likhi gayi hai Stiphen Hakins 28. Navneet Kaur Aur Rani Rajpal ka sambandh kis khel se hai Hockey se 29. Insulin ki khoj kisne ki thi F. T. Benting 30. Netradaan me aankh ka kon sa bhaag paryukt kiya jata hai Cornia 31. Delhi ki parsidh Jama Masjid ka nirmaan kisne karvaya tha Shahjahan ne 32. Ek Rupay ke note par kiske hastakshar hote hai Vit Sachiv, Bharat sarkar 33. Bharat me yojna aayog ka gathan kab hua March 1950 34. Jaliawala Baagh kahan par stith hai Amritsar, Punjab 35. Maanavadhikar diwas kab manaya jata hai 10 December 36. Protin kis se banti hai Amino Amal se 37. Bengal ka vibhajan kab hua 15 November 1950 ko 38. Bharat me sarv-partham Patra mudra ka chalan kab hua 1806 me 39. Antarashtriya Nyayalya kahan stith hai Heg me 40. Computer me memory ki sabse chhoti ikaai kya hai Byte 41. Prakartik Rabar kiska bahulak hai Isoprin ka 42. Maanav Nirmit prathan kritrim resha kya tha Nylon 43. Prithvi ki Aayu ka aanklan kis vidhi se kiya jata hai Uranium Denting vidhi se 44. Desh me kaling puraskar kab shuru hua 1952 me 45. Kashmir ka Akbar kise kaha jata hai Jainul Aabdin 46. Gramy Puraskar ka sambandh kis Shetr se hai Sangeet Shetr se 47. Lamp me prakash utpan karne ke liye kon si gas prayog ki jati hai Acitlin 48. Aayu nirdaharn me Carbon ke kis samsthanik ka upyog kiya jata hai C 14 49. Surya ke atyadhik taap ka kaaran kya hai Hydrogen ka nabhikiya salyan 50. Shahnama kiske dwara likha gya tha Firdawsi 51. Gautam Budhha ki patni ka kya naam tha Yashodhra 52. Duniya ka sabse jahrila janwar kon sa hai Arrow Frog 53. Kache Fal (Fruits) ko pakaane me kon si gas upyog me laayi jati hai Ethilin 54. Surya aur prithvi ke beech chandrma kab aata hai Surya grahan ke samay 55. Machhliyon ke yakrit tel me kis ki parchur matra hoti hai Vitamin – A 56. Vigyapan me prayukt rangeen visarjan naliyon me kon si gas paryog me laayi jati hai Ne 57. Manushya ke Jigar aur Maspeshiyon me sanchit Glaiclon kya hai Bahu-sharkra 58. Cement ka jamkar kathor hone ka kya kaaran hai Jal Yojan Aur Jal Apghatan 59. Kaanch kya hai Kaanch Akrishtliya thos ke roop me ek atishitit darv (liquid) hai 60. Shushk barf kya hoti hai Thos (solid) Carbon Di-Oxide 61. Kis desh me mahilayon ki jeevan partyasha sabse jyada hai Japan 62. Bharatiya Rashtriya calender ka sabse p
Labels:
Michael
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment